Powered By Blogger

Saturday 15 October, 2011

Orchestra

Sanatan Dharm durga pooja samiti going to organise an orchestra on 16.10.2011 , sunday at khel maidan kunkuri.

Wednesday 22 December, 2010

JADUGAR N SAMRAT

KUNKURI EVENTS
JADUGAR N SAMRAT OF PATNA IN KUNKURI
FROM 18.12.2010
TO       15.01.2010

DAILY 11.00 AM , 02.. PM AND 05.00 PM

Tuesday 2 November, 2010

आँखों के दीये

आँखों के दीये

आज उसके झुर्री वाले हाथ तेज़ी से चल रहे हैं। मिट्टी से सने हाथों से वो एक के बाद एक नन्हें-नन्हें दीये बनाता जा रहा है। उसकी दस साल की लड़की और आठ साल का लड़का बड़ी तल्लीनता से उसे काम करता देख रहे हैं। घरवाली दीयों को सुखाकर रंग रही है। दोनों लोग एक लय में काम कर रहे हैं। दीवाली जो पास है। दीवाली ही तो एक ऐसा मौका है जब मिट्टी भी मोल बिकती है। इसी माटी के बदले वो बच्चों के लिए कपड़े और मिठाई लाएगा। बच्चे भी यह जानते हैं, तभी दौड़कर तसला भर-भरकर चिकनी मिट्टी लाकर दे रहे हैं। आज उसके हाथों में बिजली सी तेज़ी है। कल धनतेरस है। बाज़ार में खूब भीड़ होगी। वो भी अपने बनाये दीये बेचने जायेगा। उनकी बिक्री के पैसे से ढेर सा सौदा लेकर घर आयेगा। घर के लिए भी उसने कुछ दीये निकालकर अलग रख दिए हैं। कल जब तेल लाएगा तो अपना झोंपडा भी रोशन करेगा।
धनतेरस के दिन वो सुबह ही सुबह निकल पड़ा। जाते-जाते बच्चों ने अपनी फरमायशों की पूरी फेहरिस्त थमा दी। घरवाली की आँखों में भी नयी साड़ी की चाहना साफ़ दिख रही थी। उससे सबको इतनी आस है सोच कर, उसकी छाती चौड़ी हो गयी। बाज़ार की चहल-पहल और रौनक ही अलग थी। उसने भी अपनी दुकान सजा दी। समय सरकता जा रहा था। लोग आते और पूजा के लिये दो-चार दीये लेकर चले जाते। वो मन ही मन आस बनाये रहा और सोचता रहा कि क्या ये बड़े लोग दीवाली पर घर नहीं सजाते? मैं गरीब दस-बारह जलाऊंगा तो ये तो सौ-दो सौ जलाते होंगे। आखिर हुआ क्या है? बिक्री क्यों नहीं हो रही? हारकर उसने एक संभ्रांत सी दिखने वाली महिला को आवाज़ दी। “माँ जी, पके हुए बढ़िया दीये हैं, ले जाइये।” महिला ने कृपापूर्वक रूककर जवाब दिया – “नहीं भाई। कौन बत्ती बनाये, लगाये और फिर घूम–घूमकर दीया सजाये? बिजली की लड़ी ही ठीक है।“ यह सुनते ही उसे मानो करंट लगा। बच्चों के चेहरे, घरवाली की ऑंखें और तेल के इंतज़ार में घर पर रखे सूने दीये आँखों के आगे घूम गये। शाम हो गयी थी। अँधेरा छा रहा था। आसमान में भी, उसकी आँखों में भी।
ऐसी हो दीवाली जब आप प्रदूषणकारी मोमबत्ती और बिजली की लड़ियाँ छोड़कर मिट्टी के दीये जलाते हैं तो उन ढेर से दीपों के साथ ही दो दीप किसी की आँखों में भी जलते हैं। उनकी चमक के 
आगे हर रोशनी फीकी है। है ना?
BY SADHWI CHIDARPITA

Thursday 11 February, 2010

FEBRUARY 2010

HI AAL
FERBRUARY MAHINA YANI KUNKURI KE MANORANJAN KA MAHINA

PICHLE KAI SALON SE KUNKURI ME 7-10 DINO KA JATRA MELA LAGTA HAI
ISS BAAR BHI 07.02.2010 TO 15.02.2010 TAK MELA LAG RAHA HAI

2 FARVARI KO LIC NE 1 SHHAAM SAHIDON KE NAAM AYOJIT KI THI JISME JAKIR HUSSAIN , RAKESH SHARMA , ABRAR AHMED, AUR SHARMA AYE THE.

7 FERVARI KO GINABAHAR MEENA BAZAR THA

14 FERVARI KO KUNKURI LOYOLA & NIRMALA SCHOOL DWARA MEENA BAZAR HAI

AUR KAI SHADIYAN BHI ISI MAHINE HAI

SO ALL KUNKURIAN INDIA ME JAHAN BHI HAIN FEBRUARY ME KUNKURI JARUR AYEN AUR MAZA LE.

BYEEE

Monday 28 December, 2009

28 december 2009

aaj 28 december hai
kal chunav mahotsav 2009 ka akhri din tha
kal parinam aa gaye

MURARI LAL AGRAWAL  2933
GAJENDRA JAIN                1987
SHIV KUMAR BANG         1299
ANIL TIRKEY                       437
BRIJLAL RANA                    157
SUNIL SHRIVASTAVA         41
SHYAM SUNDAR MARAVI 27
PETER PAL HORO                 14
AUR RADD                           279

IS PRAKAR MURARI LAL AGRAWAL NE APNE NIKATTAM PRATIDWANDI CONGRESS KE GAJENDRA JAIN KO 946 VOTON SE HARA DIYA

MAINE APNE BLOG ME 1 POLL DIYA THA JISKA RESULT AUR ELECTION KA RESULT BHI SAME TO SAME RAHA
ISSE SABIT HO GAYA KI INTERNET USERS BHI JAGRUK HAIN AUR SAHI PRATYASHI KO HI VOTE MILA
YEH KUNKURI KI JANTA KI JEET HAI
AUR DHAN BAL KI HAR HAI
ab is blog me age likhne ko kuch shayad bacha nahi hai isliye shayad aaj ke baad kuch mahatva ki ghatna hoti hai to blog me likhu nahi to nahi
dekhte hain vaise to janvari me panchayat chunav bhi hai par shayad usme itna interest log na le payen baki dekhte hain
sabhi pathko ko navvarsh ki agrim me dher sari subhkamnaye aur blog padhne vote karne ke liye dhanyavad

byee

Saturday 26 December, 2009

26 DECEMBER 2009

HI ALL
AAJ 26 DECEMBER HAI
ab ginti ko lagbhag 18 ghante hi bache hain
sabhi ki dhadkane tej ho gayi hain
logon ko nind nahi aa rahi hai
kal subah 9 baje se ginti shuru ho jayegi
sabhi apni jeet ka dava kar rahe hai
polling ka result aa gaya hai
kul 85 vote gire jisme
murari lal agrawal ko 39
shiv kumar bang ko   11
gajendra jain ko        32
aur anil triky ko         12.
vote mile
is prakar internet users ne murai lal agrawal ko 1st gajendra jain ko 2nd position diya hai
dekhte hain kal kya hota hai agar same result aata hai to ye polling ka aur is blog ko likhne ka prayas safal ho jayega
kal subah se india ka match bhi hai to kal sabhi log score puchte hi nazar ayenge
match bhi 9 baje se aur ginti bhi 9 baje se shru hogi
sabhi ummidwaron ko best of luck
byeee

Friday 25 December, 2009

25 december 2009

hi all
aaj 25 december hai
ginti ko 2 din bache hain
aaj kunkuri kafi shant hai
sabhi ko ravivar ka intezar hai
kal maine apko jo exit poll ki baat ki thi vo niche hai ye mera nahi hai ye 3 pratisthit vakilon ka hai
EXIT POLL BY ADVOCATE SHRI KAILASH NATH GUPTA
                           ADVOCATE SHRI BHUVNESHWAR MISHRA
                           ADVOCATE SHRI M RAFIQUE

WARD    VOTING     PANJA     KAMAL     MURARI      ANYA
1              505                      100            150             150                105    
2              333                      160              40             100                  33
3              418                      200              60             120                  38
4              410                      100            150             130                  30
5              577                      150            175             185                  67
6              461                      100            100             200                  61
7              701                      175            150             320                  56
8              398                      200             80              100                  18
9              554                      100            200             220                  24
10            493                      280             50              180                  83
11            456                      120             80              220                  36
12            543                      100            180             190                  73
13            440                      100            120             150                  70
14            403                      140             70              105                  85
15            475                      150            170             130                  25

TOTAL  7243                   2175          1765           2500                 803

BYEEE

Thursday 24 December, 2009

24 december 2009

hi all
chrismas ko 7 ghante bache hain
christmas ki agrim  hardik subhkamnayen
kunkuri khel maidan me gayatri peeth dwara yagya avam katha ka ayojan kiya gaya hai 23 - 27 december tak
aaj din bhar market me tyohar ki jamkar khariddari hui
aaj ka din to jaise taise kat gaya ab 2 din baki hain matgadna ko
matgadna saliyatoli ke sarkari school me hogi jiske liye matdan dal ban gaye hain
kul 45 karmi matgadna karenge
pahle adhyaksh ki counting hogi uske baad parshad ki
aaj sabhi pratyashiyon ne apne apne agent bana liye hain.
kunkuri bar council ke 3 pratisthit vakilon ne exit poll banaya hai jiski jankari kal ke blog me dunga.
polling to ho chuki hai par niche poll dene ka kal akhri din hai poll jarur kare
byeee

24 december 2009

hi all
its over now
chunav ki prakriya puri ho chuki hai
kul 9604 me se 7174 matdatao ne apne mat ka prayog kiya
yani 74.7 % voting hui
ab result ko lekar sattebaji shuru ho chuki hai
8 me se 5 pratyashi daud me bahar ho chuke hain
baki teeno pratyashi apni jeet ka dava kar rahe hain
ward no 7 me 701/804 voting hui
yaha bhi trikoniya sangharsh hai
ward no 9 se sudbal ki jeet pe sabhi aswast hain baki 14 ward me koi kuch nahi kah sakta
aaj chtistmas hai isliye aaj ke liye itna hi kal baki pura detail kaun se ward me kitni voting hui aur baki sab bate hogi
byeee

Tuesday 22 December, 2009

22 december 2009

hi all
aaj 22 december hai ab voting ko 22 ghante bache hain
kal katal ki raat thi aaj bhi hai par kal badi raat thi
kal sabhi 15 ward me sare pratyashi raat bhar ghumte rahe
har chowk me aag jalakar aadmi baithe the khub sarab aur paisa bata
ward me bhi parshad pratyashi ji jaan se lage rahe
aaj logo ki ristedaron ka jo bahar rahte hain aana shuru ho gaya
koi apna 1 vote bhi kam nahi karna chahta hai
desh me jo bhi jaha bhi rahta hai chunav me vote dene kunkuri pahunch raha hai
25 ko christmas hai aur chuttiyan shuru ho chuki hai is karan bhi sabhi kunkuri aa rahe hai
aaj akhri din hai prachar ka
dekhte hain kya hota hai
voting line blog ki 25 raat 12 baje tak khuli rahegi 26 ko parinam aa jayega ka internet users kisko pasand karte hain jyada se jyada vote kare computer restrat karne par apko 1 vote ka right mil jaata hai isliye vote karte rahe
byee

Monday 21 December, 2009

21 december 2009

hi all
aaj 21 december 2009 hai ab polling ko 39 ghante bache hain
aaj bagicha aur jashpur me polling ho rahi hai
aaj sham 5 baje prachar khatam ho gaya
aaj sabhi pratyashiyon ne jamkar prachar kiya
5 baje tak shiv kumar bang ki raili
gajendra jain ki motercycle raili
anil tirky ki moter cycle raili nikli
5 bajne par kunkuri vasiyon ne rahat ki sans li
10 dino tak chala kanfodu mike ka shore khatm hua
kal ravivar bazar ka akhri din tha kal congree ne jaha panja chap ka gubbara mangakar logon ko akrshit kiya
vahi murari lal agarawal ne micy mouse aur donald ko laya
aur nagpuri gayak ne apni dunadhar orkestra prastut kiya jise kafi risponse mila
aaj se log ghar ghar jakar matdata parchi bat rahe hain
ab kunkuri puri tarah chunav me dub gaya hai 23 ka intezar hai
raat me kal 10 baje tak bjp ke ummidwar ke pakch me rajesh agrawal ne mike samhala tha aur kya bol rahe the ve khud nahi jante
ve sirf raman singh ka naam le rahe the jabki yah local chunav hai
unka kahna tha ki agar bjp nahi jeeti to kunkuri me 2 rupya kilo chaval band karwa denge .
congree ne bhi 1 anauncer bahar se mangwaya hai more ji ko takkar dene ke liye
anil tuirkey ne paper me apne samajik karyon ko chapwaya hai chunav ke pahle .

aur dekhte hai kya hota hai

byeee
keep voting reach it to more then 100

Sunday 20 December, 2009

hi all
aaj 20 december hai ab chunav ke 70 ghante hi bache hain
KUNKURI WARD KI DETAILS YAHA HAI
ward no 1 - nagar panchayat bhawan - 671 voter - MAHATMA GANDHI WARD - jamtoli,remte ,saliya gadha,gorto,purani

ward no 2 - pra shal bajrang nagar - 463 voter     - PANDIT DINDAYAL WARD- bazardand,postalpara,holicross,santanna
ward no 3 - pra.shala dhobipara - 579 voter         - AMBEDKAR WARD- tongritoli,dhobipara,holycross hospital
ward no 4 - kanya shala kunkuri - 582 voter         - BHAGAT SINGH WARD- adarsh nagar,dhobipara
ward no 5 - primary school kunkuri - 797 voter    - SUBHASH WARD-remte,sarkari hospital,bajrang nagar,bazardand,purani
ward no 6 - primary school kunkuri - 623 voer     - AGRASEN WARD-jaistambh,main raod,forest, bus stand,azad mohalla,ta
ward no 7 - primary school kunkuri - 897 voter    - MAHAVEER WARD-purani basti,turi basti,jain mandeer,bazar road
ward no 8 - pra.shal. jamtoli - 617 voter               - RANI LAXMI BAI WARD-jamtoli,deepatoli, remte road
ward no 9 - pra.shala dugdugiya - 776 voter         - MAHAMAYA WARD-baigatoli, dugdugiya
ward no 10- kanya shala kunkuri - 754 voter        - NEHRU WARD - lambi toli,masjid para , darjee mohalla,
ward no 11-kanya shala kunkuri - 577 voter         - RAJEEV GANDHI WARD-sundar nagar,bendarbhadra,vanvishramgrih co
ward no 12-prathmik shala korwadera-754 voter - SWAMI VIVEKANAND WARD-behratoli, sukbasupara,adarsh nagar,kan
ward no 13-kanya shala sukbashupara-611 voter - TILAK WARD-rest house colony,sukbashupara,tapkara roadd
ward no 14-prathmik shala upkapani - 476 voter  - VRINDAVAN WARD-manjhitoli,gadakata, upkapani
ward no 15-prathmik shala gadakata - 616 voter   - GOKUL WARD-manjhitoli,gadakata,rajhadand,nisharabad,bada colony

is tarah 15 ward hain jinme 23 ko vote dalenge.
kal 21 tarikh ko prachar ka akhri din hai kal shaam 5 baje loudspeker band ho jayenge

voting raftar pakad rahi hai kripya vote karte rahe.
byee

Saturday 19 December, 2009

19 december 2009

hello all
aaj 19 december hai ab 4 din bache hai voting ko
jaise jaise din paas aa raha hai pratyashi local kunkuri ko chodkar interior me dhyan de rahe hain.
aaj kahi koi sabha julus kuch bhi kunkuri me nahi hua bole to prachar thanda tha.
kal ki barish ke baad subah se mausham bhe kuch thanda ho gaya hai.
kal ravivar hai yani chunav ke pahle ka akhri bazar din kal kafi dhunadhar prachar hone ki ummid hai,
is baar voting 11 buth par hai jagah me kuch badlav hua hai
ward no 1 - nagar panchayat bhawan - 671 voter
ward no 2 - pra shal bajrang nagar     - 463 voter
ward no 3 - pra.shala dhobipara         - 579 voter
ward no 4 - kanya shala kunkuri         - 582 voter
ward no 5 - primary school kunkuri    - 797 voter
ward no 6 - primary school kunkuri    - 623 voer
ward no 7 - primary school kunkuri    - 897 voter
ward no 8 - pra.shal. jamtoli               - 617 voter
ward no 9 - pra.shala dugdugiya         - 776 voter
ward no 10- kanya shala kunkuri        - 754 voter
ward no 11-kanya shala kunkuri         - 577 voter
ward no 12-prathmik shala korwadera-754 voter
ward no 13-kanya shala sukbashupara-611 voter
ward no 14-prathmik shala upkapani   - 476 voter
ward no 15-prathmik shala gadakata   - 616 voter

                                          TOTAL   - 9603 voter

baki kal byee

Friday 18 December, 2009

18 december 2009

hello all
aaj 18 december hai yani ab srf 5 din bache hain
aaj ke election news me hai ki BRIJMOHAN AGRAWAL ji jo ki bjp ke prachar ke liye ane wale the ve kisi karanvas nahi aa paye aur pura stadium jo ki karib 1000 ki bhid se bhara tha mayus hokar vapas laut ayi
bahana diya gaya ki sacchchai thi pata nahi ki aaj mausam kharab hai isliye
vaise sahi me aaj kunkuri ka mausam kharab nahi bahut badhiya tha. dopar baad 1 ghante tak rimjhim barish hui. jisse partiyon ko bhi prachar se thoda aaram mil gaya aur sabne mausam ka maja liya

bjp ne kunkuri ko 15 din me 2 baar bevkuf bana diya hai pahle
kedar kashyap (minister of errigation) ane wale the publik intezar karti rah gayi vo nahi aaye
aaj brijmohan agrawal ji bhi nahi aa paye isse mujhe lagta hai ki bjp ki chavi thodi kharab ho rahi hai .

kal congree ki motercycle raili nikal rahi hai .

aur kya hoga kal dekhte hain.

aaj ke liye itna hi mobile me network bhi low hai aur brodband to band hi hai bsnl ka kunkuri me.
baki kal

byeee

Thursday 17 December, 2009

17 december 2009

hi all
aaj 17 december hai
yani ab ulti ginti shuru ho gayi hai ab 6 din baki hai voting ko
kunkuri me ab sabhi log sirf aur sirf chunav ki charcha me magan hai raat ke 11 kab baj ja raha hai pata hi nahi chalta
kunkuri ke bare me batana chahunga ki yaha 9604 voter hai jo ki 15 wardon me vibhajit hai .
aur kul 8 pratyashi hone se log man kar chal rahe hain ki 2500 ka akda chune wala ummidwar vijayi hoga.

kal kunkuri bus stand me bjp ke kumar dilip singh judeo ne bjp pratyashi shiv kumar bang ke samarthan me sabha li tatha dugdugiya ward no 9 me bjp ke parshad pratyashi sudbal ram ke samarthan me sabha li.
kal 18 ko chhattisgarh ke manister shri brijmohan agrawal ji bhi bjp ke prachar ke liye kunkuri aa rahe hain
yani ki bjp apni satta ka bharpur istemal kar rahi hai aur star pracharko ko bula rahi hai

congree me jogi ji ke aswasth hone ke baad koi star pracharak nahi bacha hai aur jo vidya bhaiya hai aur motilal vora ve ab jyada prabhav chodne me asmarth hai isliye congree bina sabha ke prachar kar rahi hai

kunkuri ki bastiyon ko ghumne par pata chalta hai ki kunkuri me 1 bhi eisa ghar nahi bacha hai jaha congree ke ummidwar gajendra jain ka poster na ho unhone pure nagar ko apne poster aur banner se paat diya hai
bjp dusre namber par hai aur nirdaliya is mamle me kahi bhi nahi (shayad chunav chinh late se mila isliye.)

congress ke star pracharak kunkuri me satyendra jain hai vahi bjp ke vishnu bang ,
tatha chacha , anil aur brijlal rana ji swayam yah jimma uthaye hue hain.
satyendra jain ji to apna ahmadabadi chonga uthakar subah se der raat tak prachar me lage rahte hain aur apko kahi na kahi kisi na kisi gali me takra hi jayenge ve sacche star pracharak hain.

ant me poll karne ke liye dhanyavad keep polling
byeee

Wednesday 16 December, 2009

16 december 2009

HI ALL
AAJ 16 DECEMBER HAI
POSTER ,BANNAR SE SAHAR PAT GAYA HAI ABHI AUR BHAREGA AISA LAGTA HAI.


SABHI KO DHANYAVAD DENA CHAHUNGA KI LOG JAGRUK HOKAR VOTING KAR RAHE HAI .
JYADA SE JYADA VOTE KARE AUR APNE FAVORAITE KO AGE BADHNE ME MADAD KARE KYONKI IS BLOG KO MERE RECORD KE ANUSAR DAILY 100 SE JYADA LOG PADH RAHE HAI PAR VOTE SIRG 30-40 HI DIYE HAIN .
KRIPYA SABHI BLOG PADHNE WALE ISKA ANUSARAN BHI JARUR KARE EVAM APNI TIPPADI JARUR DE.
IS BLOG KO LIKHNE KI PICHE VO LOG HAI JO INTERNET KA UP YOG KARTE HAI AUR VE JO KUNKURI SE BAHAR RAH RAHE HAI . UNKI MANG KI ANUSAR YE BLOG LIKH RAHA HU AUR UNHE KUNKURI KI JANKARI DE RAHA HU,
IS CHUNAV ME CHACHA BHI KHADE HAI PAR MAIN BLOG ME KABHI UNKA FAVOUR NAHI KAR RAHA HU TATHA JO VASTAVIK CHIJ HAI VAHI LIKH RAHA HU JO MAIN DEKHTA HU. 
KRIPYA TIPPADI KARNE WALE  SE ANURODH HAI KI KISI VYAKTI VISHESH KE UPAR VYAKTIGAT TIPPADI NA KARE .
AT END SOME PEOPLE WANT TO CONFIRM SOME DOUBT HENCE I CLEAR THAT
ABOUT POLLING
1 CHACHA -  MURARI LAL AGRAWAL 
2  BHAIYA  - SHIV KUMAR BANG
3 BABU      - GAJENDRA JAIN
4 PURANA - ANIL TIRKEY

CHACHA ISLIYE KYONKI VO CHACHA HAI
BHAIYA ISLIYE KYONKI VO BHAIYA HAI
BABU ISLIYE KYONKI VO BADE THEKEDAR HAI AUR SAB BABU BOLTE HAIN
AUR PURANA ISLIYE KYONKI PURANE NAGAR ADHYAKSH HAIN

OK
BYEEE
KEEP VOTING AND ISE  CHHATTISGARH KA SABSE JYADA PADHA JANE WALA BLOG BANAISE

Tuesday 15 December, 2009

15 DECEMBER 2009

HI ALL
AAJ 15 DECEMBER HAI
PRACHAR JORO PAR HAI
WARD NO. 7 ME RAJU SHARMA NIRDALIYA PRATYASHI RAJENDRA GUPTA KE SAMARTHAN ME BAITH GAYE HAI .
DILIP JAIN SIDHI , BHOLAGUPTA UGTA SURAJ, RAMESH BAJAJ SILAI MACHINE AUR MAHESH GANJHU KHOPADI CHAAP ME PRACHAR KAR RAHE HAIN.
ADHYAKSH KI LADAI TEJ HO RAHI HAI
SATTEBAJI SHURU HO GAYI HAI JO 27 TARIKH TAK JARI RAHEGI.
BYEEE
NICHE POLL HAI VOTE KARO JIMMEDAR NAGRIK BANO

Monday 14 December, 2009

14 december 2009

hi
all
how are you
aaj 14 december hai .
chhap milne ke baad sabhi pratayashiyon ka prachar shuru ho gaya hai
adhyaksh me 8 aur 15 ward me 89 pratyashi hain.
parshad ki ladai adhyaksh se badi hai
abhi bhajapa ke netao dwara apne bagiyon par dabav banaya ja raha hai ki ve baith jaye verna.....
jabki congree apni jeet ke prati aswast hai
baki aaj ki detail shaam ko
byee
vote jarur kare

Sunday 13 December, 2009

13 december 2009

hi
nagar panchayat adhyaksh ki final list aa gayi hai

1 AGRAWAL MURARI LAL      NIRDALIYA      FAVDA BELCHA
2 ANIL KUMAR TIRKEY         NIRDALIYA      ANGUTHI
3 GAJENDRA JAIN GAJJU      CONGRESS        PANJA
4 PETER PAUL HORO            NIRDALIYA         CHABHI
5 BRIJLAL RANA                     NIRDALIYA      HANDPUMP
6 SHIVKUMAR BANG            BHAJAPA            KAMAL
7 SHYAM SUNDAR MARAVI   NIRDALIYA      GILAS
8 SUNIL KUMAR SHRIVASTAVA BHAKAPA   BAL AUR HASIYA

SAMAY KI KAMI HAI ISLIYE WARD  KI BAAT KAL

BYEE

Saturday 12 December, 2009

12 DECEMBER 2009

hi
aaj 12 december hai
aaj sabhi charchao par viram lag gaya aur 2 logo ne naam vapas le liya
ab sirf 8 ummidwar hi bache hai
apolina aur murari gupta ne murari lal agrawal ke samarthan me apna naam vapas le liya
aur sabhi pratayashiyon ko chinh mil gaye.

१ मुरारी लाल अग्रवाल निर्दलीय   kodi belcha


२ मुरारी गुप्ता निर्दलीय    NAAM VAPAS

३ ब्रिजलाल राणा निर्दलीय

4 अनिल tirkey                 ANGUTHI

५ शिव कुमार बंग भाजपा   KAMAL

६ गजेन्द्र जैन कांग्रेस           PANJA

7 peter nirdaliya

8 shyam sundar maravi nirdaliya

9 apolina xalxo nirdaliya         NAAM VAPAS

10 markswadi kamyunist party      HASIYA BALI
 
AAJ GAJENDRA JAIN NE 15-20 ADMIYON KI PAIDAL RAILI NIKALI
WARD NO. 7 KI BAAT KAL KE POST ME.
 
BYEE PADHE AAUR COMMENTS DE SAMARTHAK BANE KUNKURI KE PAHLE BLOG ME.
AUR
HA
 
JATE JATE POST ME CHAR VIKALP HAI MATDAN JARUR KARE BLOG KE NICHE AUR PARINAM TURANT JANE.
 
 

11 december 2009

aaj ka din shanti se gujra koi raili koi julus kuch bhi nahi
kal 12 december hai kal chunav chinh mil jayega aur kal do do shadiya bhi hai kunkuri me .
kal sare bhai,babu aur chcha shadiyon me jan samarthan karenge..
byee

kripya blog ke samarthak bane aur apni tippadi jarur de.

Thursday 10 December, 2009

१०-१२-2009

अब प्रक्रिया ख़त्म होने के बाद सभी दल चुनाव प्रचार में लग गए हैं
असली प्रचार तो १२ तारीख के बाद चिन्ह मिलने पर शुरू हो पायेगा
आज शिव कुमार बंग बीजेपी के अध्यक्ष पड़ के उम्मीदवार ने साइकिल और रिक्शा रैली निकलकर शक्ति प्रदर्शन किया
सबसे ज्यादा घामा सन वार्ड नम्बर ७ में है जहा से ८ प्रत्याशी मैदान में है
१ रमेश बजाज निर्दलीय
२ रघुवीर शर्मा निर्दलीय
३ राजू शर्मा निर्दलीय
४ महेश गंझू निर्दलीय
५ दिलीप जैन निर्दलीय
६ दीपक उर्फ़ भोला गुप्ता निर्दलीय
७ राजेंद्र गुप्ता बीजेपी
८ अद्य शंकर तिवारी कांग्रेस
और अधिक जानकारी के लिए पढ़ते रहिये कुनकुरी.ब्लागस्पाट.com

Wednesday 9 December, 2009

ELECTION 2009

KUNKURI ME 23 DECEMBER KO NAGAR PANCHAYAT AUR 15 WARHD KA CHUNAV होना है जिसका आज ०९ तारीख आखरी डेट थे /
Aध्याक्च पड़ के लिए कुल 10 उम्मीदवारों ने अपना नामांकन भरा है
१ मुरारी लाल अग्रवाल निर्दलीय kodi belcha
२ मुरारी गुप्ता निर्दलीय
३ ब्रिजलाल राणा निर्दलीय
4 अनिल tirkey
शिव कुमार बंग भाजपा
गजेन्द्र जैन कांग्रेस
7 peter nirdaliya
8 shyam sundar maravi nirdaliya
9 apolina xalxo nirdaliya
10 markswadi kamyunist party
अब आगे के डेली UPDATE के लिए देखे KUNKURI.BLOGSPOT.COM

Wednesday 29 July, 2009

tender

कुनकुरी नगर पंचायत में आज पहला टेंडर निकला है जो की ८६ लाख का है

Friday 15 May, 2009

नेशनल हाईवे ७८

आज कुनकुरी जो की न.ह ७८ में है उसका डामरीकरण किया जा रहा है जो की कुनकुरी के ठेकेदार गजेन्द्र जैन द्वारा किया जा रहा है
पहले की चोटी चोटी रोड के बाद अब रोड काफी सुंदर लग रही है
पर रोड में Bराकर नही होने के कारन कही भी ब्रेकर नही बना है जो की रिस्की है
कृपया इस ब्लॉग पर अपनी प्रतिकिर्या दे
बाय अभी के लिए

Wednesday 13 May, 2009

KUNKURI

कुनकुरी AB नगर पंचायत बन चुका है
यदि आप १ SAL PAHLE कुनकुरी आए हैं TO अब APKO इसे PAHCHANANA MUSKIL हो जाएगा
CHARON OR SADKO का जल BICH चुका है
ऊँची ऊँची EMARATE बन गई हैं
SCHOOL कॉलेज खुल गए हैं
और सरकार द्वारा भी KAFI PROGRESS के काम किया JA रहा है
कुनकुरी ME ASIA KAA नम्बर 2चर्च है
YAHA का HANUMAN TEKRI मन्दिर KAFI PRASIDHDH है JAHA से पुरी कुनकुरी का NAZARA लिया JA सकता है
BAKI अगले दिन फ़िर कभी
KEEP READING THIS ब्लॉग
ITS BINU FROM कुनकुरी ९४२५५७४९७४
BYEEE